Balaghal Ula Be Kamalehi Lyrics By Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri

Check out the lyrics of Balaghal Ula Be Kamaleh by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri. The Balaghal Ula Be Kamaleh is the latest Pakistan Naat. This Pakistan Naat is sung by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri.

Balaghal-Ula-Be-Kamalehi-Lyrics-Alhaj-Muhammad-Owais-Raza-Qadri

Balaghal Ula Be Kamalehi Lyrics

Ae khatam-e-rusool, kabaa-e-maqsood tu hi

Dar soorat-e-har che hast mauzood tu hi

Ayaat-e-kamaal-e-haq ayan ast ba-to

Aan zaat ke dar parda nihan bood tu hi


Suhani raat thi,

Suhani raat thi aur pur-sukoon zamana tha

Asar mein dooba hua jazb-e-ashiqana tha

Unhain tu arsh pe mehboob ko bulana tha

Hawas thi deed ki miraj to bahaana tha


Sar-e-la-makaan say talab huyi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi


Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi


Yeh kamal-e-husn ka moajza

Ke firaq haq bhi na seh saka

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi


Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaaye

Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaaye

Sadma-e-hijar khuda say bhi gavara na hua, na hua

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi


Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi


Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi


Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal ula bi kamaalihi


Sar-e-la-makaan say talab huyi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Koyi hadd hai unke urooj ki


Khair-ul-wara, sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula

Khair-ul-wara, sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula


Shams-ud-dua, badr-ud-duja, yaani muhammad-e-mustafa


Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Jo gaya hai farsh se arsh tak

Woh buraq le gaya be-dhadak


Tabq-e-zameen waraq-e-falak

Gaye neeche paaun se pul sarak


Latein zulf ki jo gayi latak

Toh jahan sara gaya mehak

Huye mast bulbulien iss qadar

Toh yeh gunche bole chatak chatak


Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki


Rukh-e-mustafa ki yeh roshni

Yeh tajalliyon ki hamahami

Rukh-e-mustafa ki yeh roshni

Yeh tajalliyon ki hamahami


Ke har ek cheez chamak uthi

Ke har ek cheez chamak uthi

Kashafad-duja bi-jamalihi

Ke har ek cheez chamak uthi

Kashafad-duja bi-jamalihi


Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi


Na falak na chand taare na shehar na raat hoti

Na falak na chand taare na shehar na raat hoti

Na tera jamaal hota na yeah kaaynaat hoti


Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi


Aye mazhar-e-noor-e-khuda

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Ae mazhar-e-noor-e-khuda

Balaghal-ula-bi-kamaalihi


Maula ali musqil-kusha

Kashafad-duja bi-jamalihi

Maula ali musqil-kusha

Kashafad-duja bi-jamalihi


Husnain jaan-e-fatima

Hasunat jameeu khisaalihi

Husnain jaan-e-fatima

Hasunat jameeu khisaalihi


Yaani muhammad-e-mustafa

Yaani muhammad-e-mustafa


Sallu alaihi wa aalihi

Sallu alaihi wa alihi

Sallu alaihi wa alihi x(3)


Best performance-Balaghal ula be kamalehi by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri -

Presenting you the lyrics of Balaghal Ula Be Kamaleh. The Balaghal Ula Be Kamaleh is sung by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri in Pakistan. Balaghal Ula Be Kamaleh is the brand new Pakistan Naat of Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri.

Lyrics - Balaghal Ula Be Kamaleh by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri in Pakistan. The Balaghal Ula Be Kamaleh is sung by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri. Read the full lyrics of Balaghal Ula Be Kamaleh by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri.

Get the lyrics of Balaghal Ula Be Kamaleh by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri. Balaghal Ula Be Kamaleh is the newest Pakistan Naat sung by Alhaj Muhammad Owais Raza Qadri. Check the full lyrics of Balaghal Ula Be Kamaleh.

Post a Comment

Previous Post Next Post