Sarwar Kahoon Ke Malik O Maula Kahoon Tujhe Lyrics
Sarwar Kahoon Ke Malik O Maula Kahoon Tujhe Lyrics
Baagh-E-Khaleel Ka Gul-E-Zaiba Kahoon Tujhay
Subh-E-Watan Pay Shaam-E-Ghareeban Ko Doon Sharaf
Bey-Kus Nawaaz Gey-Sue-Oon Wala Kahoon Tujhay
Allah Nay Teyray Jism-E-Munawwar Kee Taa-Bish-Aeyn
Aey Jaan-E-Jaan Mein Jaan-E-Tajalla Kahoon Tujhay
Mujrim Hoon Apnay Af’Oo Ka Samaan Karoon Shah-Aa
Ya’Nee Shafe’E Roz-E-Jaza Ka Kahoon Tujhay
Teyray Tou Wasf A’Eb Ta-Na-Haie Say Hain Baree
Hairaan Hoon Meyray Shah Mein Kya Kya Kahoon Tujhay
Keh Lay Gee Sub Kuch Unkay Sana Khuwaan Kee Khaam-Shee
Chup Ho Raha Hoon Keh Kay Mein Kiya Kiya Kahoon Tujhay
Leykin Raza Nay Khatm-E-Sukhan Iss Pay Kar Dia
Khaaliq Ka Banda Khalq Ka Aaqa Kahoon Tujhay
You May Also Like
Sabse Aula Wo Aala Hamara Nabi Lyrics
Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai Lyrics
Sarwar Kahoon Ke Malik O Maula Kahoon Tujhe Lyrics
Naat Sharif: Sarwar Kahoon Ke Malik O Maula Kahoon Tujhe Lyrics

Post a Comment