Khawaab Khawaab - Sachet Tandon Lyrics
| Singer | Sachet Tandon |
| Singer | Sachet-Parampara |
| Music | T-Series |
| Song Writer | Irshad Kamil |
Khwaab Khwaab Tukdon Mein
Torna Tha To
Chhodna Tha To
Dil Lagaya Kyun Tha
Khawab Khawab Tukdon Mein
Torna Tha To
Chhodna Tha To
Dil Lagaya Kyun Tha
Tujh Se Rootha Rootha Hun
Tujh Se Bhi Na Jud Paaun
Itna Toota Toota Hun
Jo Tum Ko Chheene Mujhse
Woh Jhooth Hai Duniyadari
Dil Walon Ko Na Samjhe
Main Raakh Karun Yeh Saari
Jaise Dete Hain Taane
Waise Karti Tareefein
Yeh Duniya Gham Bojhal
Bas Deti Hain Takleefein
Tujh Se Rootha Rootha Hun
Tujh Se Bhi Na Jud Paaun
Itna Toota Toota Hun
Naaraaz Hua Main Khud Se
Ya Aaj Khafa Hun Sabse
Ik Baar Mila Jo Mujhko
To Puchhunga Main Rab Se
Kya Shaunk Chadha Tha Bolo
Kyun Tumne Yeh Ishq Banaya
Yeh Baatein Agar Sabhi Ko
Na Raas Kisi Ke Aaya
Khawab Khawab Tukdon Mein
Torna Tha To
Chhodna Tha To
Dil Lagaya Kyun Tha
Aankh Se Chhalakti Hain
Chahtein Teri
Yun Mitana Tha To
Banaya Kyun Tha
Post a Comment