Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics
Faslon Ko Takalluf He Hum Se Agar,
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi
Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Door Se
Raste Me Agar Paon Thak Jeenge
Hum Madine Me Tanha Nikal Jeengey,
Aur Galiyon Me Kus Dun Batak Jeengey
Hum Wahan Jakey Wapas Nahin Eenge
Dhoondte Dhoondte Loog Thak Jeengey
Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Eega,
Bandagi Ka Kareena Badal Jee Ga
Sar Jhukane Ki Fursat Mile Gi Kisey
Khud Hi Palkon Se Sajdey Tapak Jeengey
Name Aka Jahan Bhi Liya Jeega,
Zikr Unka Jahan Bhi Kiya Jeega
Noor Hi Noor Seeno Me Bhar Jeega,
Sari Mehfil Me Jalwe Lapak Jeegey
Aie Madine Ke Zahir Khuda Ke Liye,
Dastane Safar Mujko Yoon Mat Suna
Bat Bhar Jeegi Dil Tarap Jeega,
Mere Mohtat Ansoo Chalak Jeege
Unki Chashme Karam Ko He Iski Khabar,
Kis Musafir Ko He Kitna Shaukey Safar
Humko Iqbal Jab Bhi Ijazat Mili,
Hum Bhi Aqa Ke Darbar Tak Jeegeney
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics
Naat: Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics
Post a Comment