Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom Thay Lyrics By Nusrat Fateh Ali Khan
Presenting you the lyrics of Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom Thay. The Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom Thay is sung by Nusrat Fateh Ali Khan in Pakistan. Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom Thay is the brand new Pakistan Qawali of Nusrat Fateh Ali Khan.
Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom Thay Lyrics
Ab to haathon
Ab to haathon se lakeere mit ti jati hain
Us ko kho kar to mere pass raha kuch bhi nahi
Kal bichadna hai – “sargam”
Kal bichadna hai to phir ehad-e-wafa soch k baad
Abhi aagaz-e-mohabbat hai gaya kuch bhi nahi
Main to is vaste chup hoon k Tamasha na bane
Tu smjhta hai mujhe tujhse gila kuch bhi nahi
Main – “Sargam”
Main to is vaste chup hoon k Tamasha na bane
Tu smjhta hai mujhe tujhse gila kuch bhi nahi
Sochta hoon
Sochta hoon
Sochta hoon
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi
Humse pucho mohobbat ki deewangi
Humse pucho mohobbat ki deewangi
Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi, Humse pucho mohobbat ki deewangi
Jo pata puchte the kisi ka kabhi
Jo pata puchte the kisi ka kabhi
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Jo pata puchte the kisi ka kabhi,
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Humse ye soch kar koi wada karo
Humse ye soch kar koi wada karo
Humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade pe umren guzar jayengi
Ek wade pe umren guzar jayengi
Humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade pe umren guzar jayengi
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
“Sargam”
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ke Humse ye soch kar koi wada karo, Ek wade pe umren guzar jayengi
Ke Humse ye soch kar koi wada karo, Ek wade pe umren guzar jayengi
Humse ye soch kar koi wada karo
Din chupgya,
ho din chupgya-chupgya-chupgya
ho din chupgya-chupgya-chupgya
Din chup gya sooraj ka kahin naam nahi hai
Din chup gya sooraj ka kahin naam nahi hai
O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai
O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai
O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai
O wada shikal – wada shikal
Shab-e-wada – Shab-e-wada ye raha karti hai baatein dil se
Dehke yaar aata hai pehle ya kaza aati hai
Kal se be kal hoon main
Kal se be kal hoon bhala khaak mujhe kal aaye
Kal se be kal hoon bhala khaak mujhe kal aaye
Kal ka wada tha na vo aaj aaye na vo kal aaye
O wada shikal – wada shikal
wada shikal
wada shikal
Roz ka intezar kon kare
Roz ka intezar kon kare
Aapka aitbaar kon kare
O wada shikal – wada shikal
wada shikal
Ho chuka wada k kab aayie ga
Ho chuka wada k kab aayie ga
Dekhiye ab na bhool jaiye ga
O wada shikal – wada shikal
wada shikal
Bhala koi wada khilafi ki had hai
Bhala koi wada khilafi ki had hai
Hisab apne – hisab apne dil main laga kar to socho
Bhala koi wada khilafi ki had hai
Hisab apne – hisab apne dil main laga kar to socho
Qayamat ka din aa gya rafta-rafta
Mulakaat ka din badalte-badalte
O wada shikal – wada shikal
wada shikal
Re humse ye soch kar koi wada karo
Ek wade par umren guzar jayengi
Ek wade par umren guzar jayengi
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Gair ki baat tasleem kya kijiye
Gair ki baat tasleem kya kijiye
Gair ki baat tasleem kya kijiye
Ab to khud par bhi humko bharosa nahi
Ab to khud par bhi humko bharosa nahi
Gair ki baat tasleem kya kijiye, Ab to khud par bhi humko bharosa nahi
Apna saya smjhte the jinko kabhi
Apna saya smjhte the jinko kabhi
Vo juda ho gaye dekhte dekhte
Apna saya smjhte the jinko kabhi, Vo juda ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke vo kitne masoom the
Kya se kya ho gye dekhte dekhte olne lage to humhi par baras pade
Hashar hai wahshat e dil ki aawargi
Humse poocho mohabbat ki deewangi
Jo pata poochte the kisi ka kabhi
La pata ho gaye dekhte dekhte
Humse ye Soch kar koi wada karo…
Din chup gaya suraj ka kahin naam Nahin hai
O wada shikan ab bhi Teri shaam nahi hai
Ye hai duniya yahan kitne aehle wafa
Bewafa ho gaye dekhte dekhte
Gair ki baat ‘Tasleem’ kya kijie
Ab to Khud par bhi humko bharosa nahin
Apna saya samajhte the jinko kabhi
Wo juda ho gaye dekhte dekhte
Post a Comment