Chor Fikar Duniya Ki lyrics By Asad Raza Attari
Check out the lyrics of Chor Fikar Duniya Ki by Asad Raza Attari. The Chor Fikar Duniya Ki is the latest Pakistan Naat. This Pakistan Naat is sung by Asad Raza Attari.
Chor Fikar Duniya Ki lyrics
Chor fikr duniya ki chal Madine chalte hain
Mustafa Gulamon ki kismate Badal te hain
Rehmato Ke Badal Ke Saye Sath Chalte Hain
Mustafa Ke Diwane Ghar Se Jab Nikalte Hain
Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamo Ki Qismatein Badal Te Hain
Humko Roz Milta Hai Sadqa Pyare Aqa Ka
Unke Dar Ke Tukdo Par Hum Jaise Khush Nasib Palte Hain
Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain
Amina Ke Pyare Ka Sabz Gumbad Wale Ka
Jashn Hum Manate Jalne Wale Jalte Hain
Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain
Sirf Sari Duniya Me Wo Taiba Ki Galiyan Hain
Jis Jagah Pe Hum Jaise Khote Sikke Chalte Hain
Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain
Sach Hain Gair Ka Ehsan Wo Kabhi Nahi Lete
Ay Alim Aqa Ke Jo Tukdo Pe Palte Hain
Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Gulamon Ki Qismatein Badal Te Hain
Chor Fikr Duniya Ki lyrics in Urdu/Arabic
چھوڑ فکر دنیا کی چل مدینے چلتے ہیں
مصطفی غلاموں کی قسمتیں بدلتے ہیں
رحمتوں کے ساۓ بھی ساتھ ساتھ چلتے ہیں
مصطفی کے دیوانے گھر سے جب نکلتے ہیں
چھوڑ فکر دنیا کی چل مدینے چلتے ہیں
مصطفی غلاموں کی قسمتیں بدلتے ہیں
صرف ساری دنیا میں کوچہ احمد کا
جس جگہ ہم جیسے کھوٹے سکے چلتے ہیں
چھوڑ فکر دنیا کی چل مدینے چلتے ہیں
مصطفی غلاموں کی قسمتیں بدلتے ہیں
نقش کر لے سینے پر نام سرور دین کا
یہ وہ نام ہے جس سے عذاب سب ٹلتے ہیں
اس کو کیا ضرورت ہے عطر و مشک و عنبر کی
خاک جو مدینے کی اپنے تن پہ ملتے ہیں
ذکر شع بطخا کو ورد اب بنا لیجۓ
یہ وہ ذکر ہے جس سےغم خوشی میں ڈھلتے ہیں
چھوڑ فکر دنیا کی چل مدینے چلتے ہیں
مصطفی غلاموں کی قسمتیں بدلتے ہیں
Post a Comment