Salam aey watan Lyrics - Farid Zafar
I have written and sung this song and dedicate it to my nation. This is a demonstration of Unity, faith and discipline taught to us by the great Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah
Lyrics Salam aey watan
Aik hain hum Aik rahain gay
Aik hi apni jaan
Khushboo say teri mahkay diloon jaan ka mera ye chaman
Rahay ga chaand taara ye blund
Is pe tow fida hai apna tun mun
Wafa say rung dain aao is mitti ko
Hum is kay betay kah dain is dharti ko
Salam aey watan hai tujh pay Qurban ye jaan bhi tujh pay
Shaan aey watan hai tum say meri pehchaan bhi tum

Janat si dharti ye nazaaray saaray kay saaray hain hamaray
Aazadi ki khushbu main liptay jaisay chanda sooraj saaray taaray
Rub ki hai naimat apna watan pyaara
Is par hai hum nay apna sab kutch waara
Salam aey watan hai tujh pay Qurban ye jaan bhi tujh pay
Shaan aey watan hai tum say meri pehchaan bhi tum
Salam aey watan hai tujh pay Qurban ye jaan bhi tujh pay
Shaan aey watan hai tum say meri pehchaan bhi tum
Azm apna hai buland josh jazbay hain jawan
Watan parasti lahoo main hai rawan
Ye shaheedon ka watan un ki umeedon ka bharam
Sila juratoon ka hai rub ka ye karam

Post a Comment