Tajdar e Haram Lyrics | Tajdar-E-Haram Lyrics | Tajdar-E-Haram by Atif Aslam
Coke Studio Season 8: Episode 1
Song: Tajdar-e-Haram
Artist: Atif Aslam
Song: Tajdar-e-Haram
Artist: Atif Aslam
Album: Coke Studio Season 8
Licensed to YouTube by
Mainstage Productions (on behalf of MainStage Productions); Abramus Digital, Sony ATV Publishing, UNIAO BRASILEIRA DE EDITORAS DE MUSICA - UBEM, BMI - Broadcast Music Inc., LatinAutorPerf, LatinAutor - SonyATV, The Royalty Network (Publishing), EMI (Pakistan) Ltd. Publishing, and 8 Music Rights Societies
Tajdar-e-Haram - Atif Aslam | Coke Studio Season 8 | Official Video
Tajdar E Haram Lyrics | Lyrics of Tajdar E Haram
Kismat mein meri chain se jeena likhdeDoobe na kabhi mera safeena likh deJannat bhi gawara hai, magar mere liyeAye Kaatib-e-Taqdeer, Madina likhdeTajdar-e-Haram, ho Nigaah-e-Karam (x2)Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayengeHaami-e-bekasaan, kya kahega jahan (x2)Aapke dar se khaali agar jayengeTajdar-e-Haram, Tajdar-e-HaramKoi apna nahi gham ke maaray hain hum (x2)Aapke dar pe faryaad laaye hain humHo Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum (x2)Aapka naam le le ke mar jaayengeTajdar-e-Haram, Tajdar-e-HaramKya tumse kahoon aye Arab ke KunwarTum jaanat ho mann ki battiyaanDar-e-furqat toh aye ummi-laqabKaate na kat ti hai ab rattiyaanTuri preet mein sudh budh sab bisriKab tak rahegi yeh beqabriGaahe ba-figan duzdeedah nazarKabhi sun bhi toh lo hamri battiyaanAapke darr se koi na khaali gaya (x2)Apne daaman ko bhar ke sawaali gayaHo habeeb-e-hazin (x2) par bhi Aaqa nazarWarna auraq-e-hasti bikhar jayengeTajdar-e-Haram, Tajdar-e-HaramMaikashon aao aao Madine chalenAao Madine chalen, Aao Madine chalenIsi mahine chalen, Aao Madine chalenTajalliyon ki ajab hai fizaa Madine meinNigah-e-shauk ki hai inteha Madine meinGham-e-hayat na khauf-e-kazaa Madine meinNamaz-e-ishq karenge ada Madine meinBarah-e-raas hai raahe-e-Khuda Madine meinAao Madine chalen, Aao Madine chalenIsi mahine chalen, Aao Madine chalenMaikashon aao aao Madine chalenDast-e-Saaqi-e-Kausar se peene chalenYaad rakho agar (x2), uth gayi ek nazarJitne khaali hai sabb jaam bhar jayengeTajdar-e-Haram, Tajdar-e-HaramKhof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darrSakht mushkil hai Aaqa kidhar jayen humAp hi agarr na lenge hamari khabarHum musibat ke maaray kidhar jayengeTajdar-e-Haram, Tajdar-e-HaramYa Mustafa, ya Mujtaba, Eraham-lana, Eraham-lanaDast-e-hama, bechara raDaama tuhi, daama tuhiMann aasiyam, Mann ajizamMann bekasam, Haal-e-maraPursan tuhi, pursan tuhiAye Mushtub-e-Zumbar fishaanPaike Naseem-e-Sub hadamAye Charagar Insa-nafasAye Muliseh beemar-e-ghamAye Qaasid-e-parkhundapayeTujhko usi gul ki kasamInnil taya ree has sabaYauman ila-ardil-HaramBalligh Salami Roza tannFi-han Nabi-al-MohtaramTajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karamHum ghareebon ke din bhi sanwar jayengeHaami-e-bekasaan kya kahe ga jahanAapke dar se khaali agar jayengeTajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
Post a Comment