Balaghal Ula Bi Kamaalihi | Ali Zafar | Naat lyrics
Balaghal Ula Bi Kamaalihi Video
Lyrics Balagha Ula Bi Kamaalihi
Ae khatam-e-rusool, kabaa-e-maqsood tu hiDar soorat-e-har che hast mauzood tu hiAyaat-e-kamaal-e-haq ayan ast ba-toAan zaat ke dar parda nihan bood tu hiSuhani raat thi,Suhani raat thi aur pur-sukoon zamana thaAsar mein dooba hua jazb-e-ashiqana thaUnhain tu arsh pe mehboob ko bulana thaHawas thi deed ki miraj to bahaana thaSar-e-la-makaan say talab huyiSar-e-la-makaan say talab huyiSoo-e-muntaha woh chale nabiSar-e-la-makaan say talab huyiSoo-e-muntaha woh chale nabiSar-e-la-makaan say talab huyiSoo-e-muntaha woh chale nabiYeh kamal-e-husn ka moajzaKe firaq haq bhi na seh sakaSar-e-la-makaan say talab huyiSoo-e-muntaha woh chale nabiShab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaayeShab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaayeSadma-e-hijar khuda say bhi gavara na hua, na huaSar-e-la-makaan say talab huyiSoo-e-muntaha woh chale nabiSar-e-la-makaan say talab huyiSoo-e-muntaha woh chale nabiSar-e-la-makaan say talab huyiSoo-e-muntaha woh chale nabiSar-e-la-makaan say talab huyiSoo-e-muntaha woh chale nabiKoyi hadd hai unke urooj kiKoyi hadd hai unke urooj kiBalaghal-ula-bi-kamaalihiKoyi hadd hai unke urooj kiBalaghal ula bi kamaalihiSar-e-la-makaan say talab huyiKoyi hadd hai unke urooj kiSar-e-la-makaan say talab huyiKoyi hadd hai unke urooj kiKhair-ul-wara, sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ulaKhair-ul-wara, sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ulaShams-ud-dua, badr-ud-duja, yaani muhammad-e-mustafaKoyi hadd hai unke urooj kiKoyi hadd hai unke urooj kiJo gaya hai farsh se arsh takWoh buraq le gaya be-dhadakTabq-e-zameen waraq-e-falakGaye neeche paaun se pul sarakLatein zulf ki jo gayi latakToh jahan sara gaya mehakHuye mast bulbulien iss qadarToh yeh gunche bole chatak chatakKoyi hadd hai unke urooj kiKoyi hadd hai unke urooj kiKoyi hadd hai unke urooj kiKoyi hadd hai unke urooj kiRukh-e-mustafa ki yeh roshniYeh tajalliyon ki hamahamiRukh-e-mustafa ki yeh roshniYeh tajalliyon ki hamahamiKe har ek cheez chamak uthiKe har ek cheez chamak uthiKashafad-duja bi-jamalihiKe har ek cheez chamak uthiKashafad-duja bi-jamalihiKoyi hadd hai unke urooj kiKoyi hadd hai unke urooj kiBalaghal-ula-bi-kamaalihiKoyi hadd hai unke urooj kiBalaghal-ula-bi-kamaalihiNa falak na chand taare na shehar na raat hotiNa falak na chand taare na shehar na raat hotiNa tera jamaal hota na yeah kaaynaat hotiKoyi hadd hai unke urooj kiKoyi hadd hai unke urooj kiBalaghal-ula-bi-kamaalihiKoyi hadd hai unke urooj kiBalaghal-ula-bi-kamaalihiAye mazhar-e-noor-e-khudaBalaghal-ula-bi-kamaalihiAe mazhar-e-noor-e-khudaBalaghal-ula-bi-kamaalihiMaula ali musqil-kushaKashafad-duja bi-jamalihiMaula ali musqil-kushaKashafad-duja bi-jamalihiHusnain jaan-e-fatimaHasunat jameeu khisaalihiHusnain jaan-e-fatimaHasunat jameeu khisaalihiYaani muhammad-e-mustafaYaani muhammad-e-mustafaSallu alaihi wa aalihiSallu alaihi wa alihiSallu alaihi wa alihi x(3)
Naat by Ali Zafar Balaghal Ula Bi Kamaalihi is written by: hazrat bedam shah warsi.
Post a Comment